computer ki memory kaise chack karen
1. computer ki ram kaise chack karen :- dosto aaj computer lagbhag har ghar mai aa gaya hai aise mai logon ko kuch pata hi nahi hota hai ki vah kaise kya karen jo pahli baar hi computer ko apne ghar mai laye hai to chaliye dosto ham seekh lete hai ki computer ram ko sirf ek minute mai kaise dekh sakte hai 1. to sabse pahle aapko apne computer ke windows icon par jaana hoga wahan par aapko right sight mai likha hoga hoga comtrol panal wahan par aapko right click karna hoga 2. aapke saamne ek naya page open hoga jisme aapko kai softwer icon ki list milegi aapko kya karna hoga ki uper ki or jaisa ki aap attach image mai dekh sakte hai

3. apko
control par click karna hoga uske baad aapke samne ek naya page khulega ab aapko kai
option show honge ab aapko kya karna hoga
system and security par click karna hoga 4.ab aapke saamne kuch or tools khulenge ab aapko
system par click karna hoga jaisa ki aap attach image mai dekh sakte hai

4. ab aap na sirf apne computer ki ram dekh sakte hai balki ab aapko kai saari information mil jaati hai aapke
computer ke baare mai 2.
computer ki memory kaise chack karen :- sabse pahle aapko apne
computer mai
task war mai windows icon par jaana hai ya searchwar mai type karna hai computer or uske baad aapke saamne ek po-pup
window khulegi
3. ab apni
memory count kar sakte hai ki aapke computer mai kitni
gb memory hai dhanyavaad sabhi bhaiyon ka
computer ki memory kaise chack karen
agar aapko hamara lekh pasand aata hai to cumment karke hame batayen or hamse jude rahne ke liye hame follow karen dhanyavaad sabhi dosto ko
0Comments
एक टिप्पणी भेजें